The WORST Layoffs are starting now...
Jis ka dar tha wo ab hone jaa raha hai... jo dekha jaye ga keh kar chora tha ab wo dekhna pare ga.
AI ab hatho se nikal kar gale ko aaye gi.
Is se pehle ke main tumhain explanations de kar bore karun…
Let’s take a look at what absolute blunders and cruelty have been done through AI.
Starting strong with:
AI discovering personal opinion:
A big warning from YouTube:
Corporate America is coming after you:
Toh bhai ab main tumhain aik line main batati hun ke kya hua hai:
YouTube ab check kare ga ke AI se bani hui videos monetize na ho sakain. AI walo ko paise nai milain ge. Matlab ab copyright strikes zyada ho jayein gi.
Grok, Elon Musk ka bnaya hua AI chatbot nayi update ke baad gaaliya dene or Hitler ki tareef karne lag gya.
US main corporate sectors’ main deadline issue ho chuki hain layoffs ke liye. Employees ko time diya gya hai ke is time ke baad un ke department farigh.
Ab AI to uper niche jobs farigh kar rahi hai.
Or jin logo ne AI se paisa chapa hai ab tak Youtube se wo bhi wele hon ge.
So…
Abhi se tayyari start kar do apne future ko secure karne ke liye.
Recently, Meta ne Tech industry ke sab se bare minds ko khareeda hai, jese ke aik Chinese-based engineer ko $100 Million deal par book kar liya hai apni nai
“Super Artificial Intelligence” create karne ke liye.
$100M to kayi top players ko nai dete clubs join karne ke liye.
Or Meta aise logo ki team bana raha hai.
Toh andaza to ho chuka ho ga ke kitna paani sar guzar chuka hai.
Or ab is se Capitalism ko boost mile ga.
Jis main paisa sara kuch companies hold karein gi.
Or tumhara career bhi unhi par depend kare ga.
Lekin apne aap ko is chakki main pisne se kese bacha sakte hain?
Koi esa tareeqa jo halaal ho.
Jis main tumhain apni izzat na trade karni pare?
Or jo tumhain long-term main support kare?
Aik hi solution hai.
Create multiple income streams.
Agar tumhain apni job ka hi sahara hai then you’re playing the worst game.
Jis main tumhare harne ke chances zyada hain.
Is liye start small by becoming a content creator in your free time.
Invest your money in assets like Gold.
Invest and learn about Crypto.
Or agar ye difficult lagta hai to hamare YouTube channel par ao or wahan sare tutorials dekho.
Aur tumhare liye cheezo ko or asaan banane ke liye hamara forex tier bilkul free hai is time.
Jis ki normal price 29, 000 Rs. hai.
So, join now or Civic Challenge main part lo jis main hum ne $2000 se start ho kar $3500 cross kar gaye hain.
Signing Off,
Team Inspired Analyst.