Aj ap se aik sawal puchna hai main ne.
Kya White House main US President ka apni ya apne kisi dost ki product ya company ko promote karna jayez hai apke khayal main?
Matlab kabhi socha is bare main ke is ke uper bhi koi rules ya regulation ho sakti hain?
Jab main ne prha to I was like: āhainā¦š¤Øāaa vi koi cheez hai?ā
Chalo ab is ka jawab main de deti hun, ap roza rakh kar thak gae hon geā¦
Lekin us se pehleā¦
Aj aik bohat hi aala topic discuss karte hainā¦
Jo ap ne har jagah urta dekha ho gaā¦
The Pathetic Downfall of The Richest Man In The World.
Bhai tum āCancel Cultureā ki power ka andaza laga lo ke aik banda jis ke paas andha paisa haiā¦
Wo bhi apni izzat or fame nahi bacha paa raha!
Yes, Iām talking about the one and only (batane ki zarurat to nahi hai kherā¦):
Elon Musk!
Apne paon pe khud kulhari maarne wali kahawat aaj ap ko full action main mile gi.
So letās start from the START.
Elon ko to tum jante hi ho, X, SpaceX, or Tesla ka owner.
Ab sab kuch sahi jaa raha tha untill 2022, jab is ne Twitter buy kar ke use X bana diya.
He got hated a lot, or is ne X ke headquaters sambhalte hi 80% employees farigh kar diye.
Twitter staff went from 7,500 to 1,500.
Ab ye baat dhayan se parho ye is newsletter ke end main tumhain bohat help kare gi.
Fast forward to 2024 and 2025, Elon ne bhai di full support trump ko elections jeetne ke lie..
Or Trump⦠Jeet bhi gaya.
Ab January main office sambhalte hi Trump ne aag laga di Europe, Canada or China koā¦
With itās Terrifās Policy.
āTariff ka matlab hai tax ya duty jo aik mulk doosray mulk se aanay wali cheezon (imported goods) par lagata hai.
Jaise agar Trump kisi mulk ki cheezon par tariff lagata hai, iska matlab hai ke wo un cheezon ko America mein mehnga kar raha hai taa ke log un cheezon ki jagah local (American) cheezein khareedein. Is tarah wo doosray mulk par economic pressure dalta hai.ā
Ab Elon DOGE (government ka department) handle karne ke saath saath Trump ka financial Advisor bhi ban gaya.
And thatās when everything started to go downhill.
Ye tarrifs trump ne lagaye China, Canada, Mexico and other countries par trade war ke naam par.
Or is trade war ka faida hona tha Elon Musk ki company Tesla ko becasue it manufactures within California and Texas, matlab is ke competitors ka nuqsan.
Lekin, ye trade war backfire kar gai.
Elon ke government Jobs or federal funding ko kam karne se awaam outrage hui and they satrted burning and vandalising Tesla Vehicles and.
Elon ko so far $16 Billion ka loss ho chuka hai.
Or market cap main $800 Billion wipe-out.
Lekin Elon ke khilaaf ye protest sirf US main hi nahi hai, Ye Global shut off hai tesla ke khilaaf.
Or Ye boycott itna kaam kar gya ke Elon ne Trump se apni cars ki White House ke lawn par promotion karwai.
Ab esa hona bohat rare hai ke white house ke andar kisi bhi private company ki endorsement ki jaye. Past main Obama came under fire for this small reason as well.
So, ab sawal ye hai ke DOGE or Tesla Stock ka future kesa nazar aa raha hai.
What is the Future of DOGE and Tesla?
Ab trump ne to government departments or aam awaam ko bhi apne X staff ki tarah hi samjha and started firing everyone.
Musk ne recently bataya ke wo bohat muskil se apne business chala raha or X ke cyber attacks ko bhi handle kar raha hai.
Jab se trump ne DOGE ka charge sambhala hai⦠Federal Jobs cut hui hain 10,000 se.
And stillā he aims to cut federal spending and claims savings of $4 billion daily.
Abhi khatra to in ko nazar aa raha hai lekin kya ye tarrif cut karein ge?
Ya Tesla sara hi doobe ga?
Weāll have to see.
Signing Off,
AreebaāTeam Inspired Analyst
Absolutely right.These are not the values of America and developed world,bachgana harkatay kar rahay hei,dunya ki betterment k liay kam karay but they are doing olool julool.
You guys should be more responsible writers.