🤫AI tumhain JOB dene wali hai.
Kisi ko batana mat... Lekin AI tumhare liye aik tarah nayi jobs create kar rahi hai.
Ab tum se to ye baat chupi hui nahi ke AI kya karne ke kaabil hai…
Or agey ane wale salo main ye or zyada capable ho jayegi.
So… Normal Gen-Z to pehle hi khaasi naumeed hai halaat se.
Or especially freelancers, ko…
Lekin aaj main ne kuch esa parha jis ne thori si hope jagaa di:
Ye hain Sarah Skid.
Ye aik product marketing manager hain jo tech or start-up companies ke saath kaam karti hain.
Or May main aik content agency ne inhain approach kiya aik website par AI se likhwaye gayi AI copy ko theek karne ke liye kaha.
Or jab Sarah ne us copy ko dekha toh wo basic tareen copy thi jo use 20 ghante laga ke sari dubara likhni pari.
Or jante ho kitna charge kiya?
$100 per hour matlab $2000.
Itna toh normal copywriters aik website ki copy kay liye charge nahi karte.
Lekin Sarah aik expert hain. Wo bohat experienced or irreplaceable hain apni field main.
So yeah…
AI aa to gai hai lekin agar tum apne craft main expereinced master ho toh.
Lekin agar tum bas aik or generic skill holder ho toh AI wo generic game main tumhain chit kar de ga asaani se.
So the key is to be unbeatable in your craft.
Not Midocricity.
By The Way…
What skills do you offer?
Signing Off,
Team Inspired Analyst.